Sunday, July 22, 2012

Nerjis Ne Kiya Sajda Hussain Ka

Hussain paakbaaz hai
Khuda ko is pe naaz hai
Mohabbat-e-Hussain to namaaz hai namaaz hai
Hussain noor-e-ain hai
Hussain dil ka chain hai
Hussain par main kya likho'n ?
Hussain bas Hussain hai...

I am on Flickr Instagram You Tube