Bleeding Monsoon 
My Tryst With Pain 
Ghame Hussain 
Ansoon..
I am street photographer a beggar poet .. I shoot misery cavorting with hope I shoot original content. I am Shia Sufi Hindu all in One
Sunday, November 3, 2013
Parde Ke Peeche Kiya Hai Pairon Ke Neeche Kya ..
Parde Ke Peeche Kiya Hai Pairon Ke Neeche Kya .., a photo by firoze shakir photographerno1 on Flickr.
katon par 
chalne ki 
adi hai 
badkismat 
lachar 
musalman 
bhikaran 
bahut 
seedi sadi 
hai..kya yeh 
sirf ma ya 
dadi hai
waqt main 
qaid.. halat 
se majboor 
gumshuda 
ghamgin 
iski zindagi 
paidaish se 
ab tak sirf 
barbadi hai
Badi Badi Masjide Aur Madarse Banate Hain
allah ko rehne 
ke liye yeh mahal 
banate hain 
sirf yeh garib 
musalmano 
ko bhul jate hain 
2 lakh ke dumbe 
bhari bharkam 
janwar qurbani 
main ziba karate 
hain..aur wahan 
aur phir masjidon 
ke neeche bam 
bhicha kar bewajah 
shiya mare jate hain 
aur islam ke thekedar 
isi jihad se milate hain 
yeh kaisa islam jahan 
ek musalman dusre 
musalman ka dushman 
ban jata hai ,,ek tarf naya 
sal manaya jata hai dusri 
taraf kohram mach jata hai 
jab moharam karib ata hai 
toh imam ka chahnewala 
ansu bahata hai waqt garib 
ho jata hai... karbala ki 
yad main woh phir tanha 
pyasa ho jata hai...
Living With Lord Buddha On The Streets
he gives them 
food to eat 
the third eye 
of shiva 
sheds light 
gives comfort 
on a bed of 
concrete
living in a 
cluster 
sharing hope 
harmony 
complete 
the fear 
of being 
evicted 
by the cops 
hassled by 
the system 
even after 
paying hafta 
protection 
money ,,,
deadbeat 
the right 
to live 
they cant 
defeat 
the grit 
determination 
of the homeless 
bitter sweet 
even the campa 
cola residents 
will understand 
the sword of 
Damocles 
as it binds 
these poor 
with the elite 
the builder
the architect 
go scot free 
travesty of
blindfolded
 justice 
sometimes 
gives  a benefit 
of doubt..an option
of being politically 
connected a gift 
to crooks and cheats 
the soul of the victim 
of circumstances 
begs entreats
- 
Shah-e-Mardan Sher-e-Yazdan Quwat-e-Parwardigar Lafata Ila Ali La Saif Ila Zulfiqar , originally uploaded by firoze shakir photographerno1 ....
- 
Dargah of Hazrat Syed Ali Mira Datar Unava Gujrat , a photo by firoze shakir photographerno1 on Flickr. HAZRAT SYED ALI MIRA DATAR'S G...
- 
Phir Saal bhar ke baad Gam-e- Shah Ayega, Zinda jo Rahega wohi ye Gam Manayega , originally uploaded by firoze shakir pho...
 
 
