180,576 items / 1,420,667 views
garajti hai
brasti hai
ek chingari
jo shadi ke bad
jahz na milne par
puri trah jalti hai
kabhi kabhi
hawa aisi chalti hai
phanke se latak ti hai
marad kya jane 'aurat
ka bhoj uski kokh
bazaron main lut ti hai
palne se kabar tak
siskiyan bharte hue
dam guthi hai
mehndi ki tarah
kut ti hai
aurat ke bhoj sirf aurat smaj ti hai
bazaron main dulhan ki trah
har ek naye dulhe ke liye saj ti hai
mandir ki ghantiyon main
azan on main uski dard bhari
aah mardon ke liye nikalti hai
I am street photographer a beggar poet .. I shoot misery cavorting with hope I shoot original content. I am Shia Sufi Hindu all in One
Saturday, April 16, 2011
Aurat Ke Bhoj Sirf Aurat Samajti Hai
-
Shah-e-Mardan Sher-e-Yazdan Quwat-e-Parwardigar Lafata Ila Ali La Saif Ila Zulfiqar , originally uploaded by firoze shakir photographerno1 ....
-
Dargah of Hazrat Syed Ali Mira Datar Unava Gujrat , a photo by firoze shakir photographerno1 on Flickr. HAZRAT SYED ALI MIRA DATAR'S G...