Sunday, March 28, 2010

Zindagi Tere Nam Pe Rona Aya

raste pe banke
khilona aya
na tan pe kapda
na bichona aya
majme main rehkar
apne ap ko akela paya
kabhi main kabhi
mera saya
jab jab khabon main
mainne udna chahah
zamin par girke
phir na uth paya

I am on Flickr Instagram You Tube