Sunday, March 28, 2010

Mamta Ki Chhaon Main

zindagi main
gham har tarah
ke ate hain
kuch khali
pet ko bhi
ake kha jate hain
ag ki tarah
sare jism
se lipat jate hain
ham jahn
the usi dejleez par
khali hath
khade rah jate hain
muflisi ki ad main
apne dil ko behlate hain
acche din sirf
paiswalon ke ghar
main nazar ate hain
hamari gali main akar
hamare ghar ka pata
bhool jate hain

Jennifer Naidu commented on your link:

"You not only capture the pain with your lens but your empathy pours out with such beautiful verses BEAUTIFUL ! perhaps we need to look at our own selves and appreciate what we have."

dedicated to jeniffer naidu

I am on Flickr Instagram You Tube