Zindagi mein aisi bhi ghadiyan aati hain
Beete hue kal ko pachtap ki patjhadiyon
Mein chupati hin
Seeene se neekli hue seeskiyonko
Dabe paon pairon se dabati hain
Aur jab hosh aata hain
Phiri neend ke gunjhle hue kambhal
Thapak tahapak kar
Sulati hain
Zindagi mein aisi bhi ghadiyan aati hain
Aane wale kal ko kal bane se bachati hain..
Seene se lage hue dard ko tadap tadap
Kar marne se bachati hain
Guzrri hue baatein.. kalap kalap kar
Aasuon ke zariye chere ki aad mein
Behjaati hain
I am street photographer a beggar poet .. I shoot misery cavorting with hope I shoot original content. I am Shia Sufi Hindu all in One
-
Shah-e-Mardan Sher-e-Yazdan Quwat-e-Parwardigar Lafata Ila Ali La Saif Ila Zulfiqar , originally uploaded by firoze shakir photographerno1 ....
-
Dargah of Hazrat Syed Ali Mira Datar Unava Gujrat , a photo by firoze shakir photographerno1 on Flickr. HAZRAT SYED ALI MIRA DATAR'S G...