Behamdardi se kaha waqt ne
Mujhse
Tu hijda namard hai
Tu bhagti hue tanhai
Lahu se tapkte hue
Seene ka dard hai
Dabuche hue
Daraye hue
Dabdabati zindagi
zhunjlati huee
ankhon
ki sarhad hai
sar jhuka
aur dekh upar
aasmam ke sitaron
ke dilon ki roshni
keh rahi hai
ya khuda tu hee
kulhu wala ho ahad hai.
dedicated to my androgynously amorphous soul ..
I am street photographer a beggar poet .. I shoot misery cavorting with hope I shoot original content. I am Shia Sufi Hindu all in One
-
Shah-e-Mardan Sher-e-Yazdan Quwat-e-Parwardigar Lafata Ila Ali La Saif Ila Zulfiqar , originally uploaded by firoze shakir photographerno1 ....
-
Dargah of Hazrat Syed Ali Mira Datar Unava Gujrat , a photo by firoze shakir photographerno1 on Flickr. HAZRAT SYED ALI MIRA DATAR'S G...