Monday, September 2, 2013

Sufi Sardar Bawa of Haji Malang

sari zindagi
haji malang baba
ki khidmat
main bitayi hai
insaniyat ki
khidmat
inke chhere par
rang layi hai
mazhab nahi banata
humko hum mazhab banate hai
khuda toh hai har zagah
phir bhi dil main tanhai hai
hindustan ek aisa dharm
muslim hindu sikh esai hai
inki khidmat khuda ko
behad pasand ayi hai
chola badalne se
dil nahi badalte
andhere main
inki khidmat se
sare jahan main
kiran jagmagayi hai
inki charno ke dhool se
hame apni kismet azmayi hai

I was crying while the qawwal played Haq Ali and was in a state of kaif .. whirling shia dervesh when someone placed a garland of flowers around my neck, , as I opened my eyes I saw Sardar Bawa crying too watching me I moved across placed the garland from my neck on to his neck .. yes this is mystical moments that live on forever..we were conjoined by our karmic faith..

I am on Flickr Instagram You Tube