Amma hamare nana ki ummat ne ki daga amma hamare khoon ko samjhte hain sab rava, a photo by firoze shakir photographerno1 on Flickr.
beti ali ki turbate zehra pe ayi hai 
kurta lahu bhara hua bhai ka laie hai 
kehti hain ki aye hussain ki madar utho utho 
zainab se karbala ka majra suno
 
 
