Wednesday, December 8, 2010

My House Imambada On The First Day Of Moharam Chand Nikla Hai Mahe Aza Ka

155,058 items / 1,219,001 views

My daughter Samiya and my elder daughter in law did the first matam,in the absence of my wife who is in Damascus , she has gone for Ziyarat or spiritual tour , and I can imagine that though close to the Roza of Bibi Zainab her heart might wander homeward for a fraction of a moment .

The house Imambada has been decorated by my elder sons wife and the Alams are part of our family heirlooms in old silver polished a few days back..it is a small Imambada that houses our Shia spirituality.

I shot two frames and the first ladies matam goes like this at my house ..

ahle emon main gul hai buka ka chand nikla hai mahe aza ka
kyon na matam ho shahe huda ka , chand nikla hai mahe aza ka

dushmanone watan se nikala hai yasranb main rehne na paya
hai safar main wali ab khuda ka chand nikla hai mahe aza ka

ro ke bola mazare nabi pe waqt e ruksat yeh zehra ka dilbar
asman mujhpe tuta jafa ka chand nikla hai mahe aza ka

kabr main apni le lo payambar zindagi es jahan main hai dhubar
zulm karta hai dushman khuda ka chand nikla hai mahe aza ka

inki bayt ka talib fasik ho gaya hai ab yeh kafir munafik
kaise razi ho nayab khuda ka chand nikla hai mahe aza ka

ma ki turbat se bole lipatkar amma hota hai ruksat yeh dilbar
bar uthta nahi hai jafa ka chand nikla hai mahe jafa ka

kaun shama jalayega akar kaun kuran padega lahad par
hai safar yo se benwa ka chand nikla hai mahe jafa ka

umme hani puphi shahe ki boli en dino hai jinon ki yeh ahen
sher unme hai ah oh buka ka chand nikla hai mahe aza ka

mujkho ata hai vaswas beta tark kar do irada safar ka
sama ho na ranj o bala ka chand nikla hai mahe aza ka

umme salma jo nani thi shage ki ro ro kehti thi sarwar se woh bhi
rukh na karna kabhi karbala ka chand nikla hai mahe aza ka

I am on Flickr Instagram You Tube