Thursday, August 19, 2010

Dua


Dua, originally uploaded by firoze shakir photographerno1.

138,185 items / 1,070,265 views

bachon ki dua
khuda kabool
karta hai
bachon ki dua se
insaniyat ka
rang ubharta hai
bachon ka karvan
khuda ki bargah
se guzar tha hai
khuda ki
khudaie ka
farman
bacchon ki
ankhhon main
khuda ham sab
ko bayan karta hai
jab hamara bachpana
hamare bacchhon
ki ankhon se guzarta hai

I am on Flickr Instagram You Tube