102,288 items / 667,564 views
phir ek bar
faizabad
se na aya gaya
hindustani hokar mumbai
se bhagaya gaya
bar bar mujh ko sataya gaya
uttar pradesh main
madamji ki
murtiyan bana kar main
phasaya gaya
main bhi gaya
mera saya gaya
mumbai ke raste pe
yeh nishani
chodkar bhulaya gaya
yeh bhaiyya mumbai main
phir na paya gaya