Friday, October 2, 2009

Ravan Khush Hua

mere sar par hath rakhkar
ravan bahut khush hua
jai shankar ki
bol kar dil se di dua
tera kalyan ho
sada sukhi raho
om namash shiva
shiv ki shakti ne
mere rom rom
ko chuha
karma dharma
mansikta ka kua

I am on Flickr Instagram You Tube