Thursday, August 15, 2013

Piddling on the Soul of Corruption And Scam..

waqt ki raftar
peshab ki dhar
marne se majboor
jeene se bezar
ki mohabat
mashuka ke
mashukh ne
lagaye jute
hazar ..unke
ghar bheja
gudasta
unhone
rishte se
kar diya
inkar
guldasta
pada nali
main ab
woh bana
chahti hain
filmstar
azadi manane
ka avsar
sajan chale
us par,,
roadside romeo
kehti hain mujkho
woh bar bar
kismet ki
ma bahen
ho chuki hai
khali pakit
na ghar na
bungla na
motor car
main sadd
rahoon unki
chaukat par
woh producer
ke sath ho gayi
farar,,maine
khudkushi karna
chaha ..pankha sar
par gira tuti kamar
aur chath aur diwar
once upon a time
in mumbai dekhne
jaunga dobara
jab tabiyat ho
jaeygi sahi ..aur
main chalne ke
layak..tayyar.
chennai express
ko maro goli
main akshay ji
ka hoon meherban

I am on Flickr Instagram You Tube