Wednesday, August 7, 2013

Bandra Bazar


kachre
ki kundiyan
gandagi ka
internationally
famous mazar
iski lash par
keede makode
hazar , ruki hui
zindagi ki raftar
yahan ke zinda
murda wasi
vote deke
pareshan
na pan na dali
khali pandan
charon taraf
ghan hi ghan

I am on Flickr Instagram You Tube