Friday, July 19, 2013

Jab Bura Waqt Hai Sar Pe Sawar


maine gid gidake pukara
dam madar beda par
dam madar beda par
aur chand lamhon main
buri ghadi ho gayi farar
mili chain sukun aur pyar
dam madar beda par
dam madar beda par
jab beech samandar
main aya tufan meri
kashti ko tune lagaya par
sirf tera nam lete he
tufan sar jhukaye mani har
dam madar beda par
dam madar beda par

I am on Flickr Instagram You Tube