Tuesday, March 6, 2012

Maana ke muslman ki pehchan hai kalma, Aur kalmay ki pehchan Hussain Ibn-e-Ali (A.S) hai.”

Makkah HUSSAIN (A.S) se hai, Madina HUSSAIN (A.S) se,
Quran hai HUSSAIN (A.S) se, Kaaba HUSSAIN (A.S) se;
Qayim hai ye Namaz, ye Roza HUSSAIN (A.S) se,
Baqi hai LA ILAHA ka kalma Hussain (A.S) se.”
“Deen ka sultan Hussain Ibn-e-Ali (A.S) hai,
Ik bolta Quran Hussain Ibn-e-Ali (A.S) hai;
Maana ke muslman ki pehchan hai kalma,
Aur kalmay ki pehchan Hussain Ibn-e-Ali (A.S) hai.

I am on Flickr Instagram You Tube