Sunday, May 22, 2011

Kash Aisa Ho Sakta Tha

' To the world you may be one person but to one person you may be the world '

main tute hue
bigde hue dil
ko sab keh
sakta tha
kash woh sama
khab na banta
aur dil hi dil
main reh sakta tha
woh parayi amanat
ko apni amanat nahi
keh sakta tha
samajdar hota
aur ashiq nahi
toh shayad
main unka
dost bankar
es chehre jaisi
kitab par
reh sakta tha

jiski amanat thi
woh le gaya
baki jo bacha tha gutter
ki nali main beh gaya
hamara dukh hamara tha
hamari kismet se
juda wa reh gaya

to nitin lens

I am on Flickr Instagram You Tube