Lyrics
—————————–
Female version
mujhe gale se lagaa lo,
bahut udaas hoon main
hamen jahaan se chhudaa lo
bahut udaas hoon main
mujhe gale se lagaa lo
intezaar ka dukh ab kahaa nahin jaataa
tadap rahe hain muhabbat
rahaa nahin jaataa
tum apne paas bulaa lo
bahut udaas hoon main
hamen jahaan se chhudaa lo
bahut udaas hoon main
mujhe gale se lagaa lo
bhatak chuke hain bahut
zindagi ki raahon mein
mujhe ab aa ke chhupaa lo
tum apni baahon mein
mera ?? lagaa lo
bahut udaas hoon main
hamen jahaan se chhudaa lo
bahut udaas hoon main
mujhe gale se lagaa lo
kareeb kaa?? milne ki pyaas chalti hai
sulag rahaa hai kadam(?)
aur rooh jalti hai
??? bachaa lo
bahut udaas hoon main
hamen jahaan se chhudaa lo
bahut udaas hoon main
mujhe gale se lagaa lo
——————————–
Duet version
mujhe gale se lagaa lo, bahut udaas hoon main
hamen jahaan se chhudaa lo
bahut udaas hoon main
mujhe gale se lagaa lo
nazar mein teer se chubhte hain ab nazaaron se
main thak gayi hoon sabhi tootate sahaaron se
ab aur bojh na daalo
bahut udaas hoon main
hamen jahaan se chhudaa lo
bahut udaas hoon main
mujhe gale se lagaa lo
bahut sahi,
gham-e-duniyaa,
magar udaas na ho
bahut sahi,
gham-e-duniyaa,
magar udaas na ho
kareeb hai shab-e-gham ki sahar
udaas na ho
bahut sahi,
gham-e-duniyaa
sitam ke haath ki talwaar toot jaayegi
ye oonch-neech ki deewaar toot jaayegi
tujhe kasam hai meri hamsafar udaas na ho
tujhe kasam hai meri hamsafar udaas na ho
bahut sahi,
gham-e-duniyaa
na jaane kab ye tareekaa ye taur badlegaa
sitam kaa gham kab museebat kaa daur badlegaa
mujhe jahaan se uthaa lo, bahut udaas hoon main
hamen jahaan se chhudaa lo
bahut udaas hoon main
bahut sahi,
gham-e-duniyaa
magar udaas na ho
kareeb hai shab-e-gham ki sahar
udaas na ho
bahut sahi,
gham-e-duniyaa
aj aur kal
I am street photographer a beggar poet .. I shoot misery cavorting with hope I shoot original content. I am Shia Sufi Hindu all in One
Wednesday, April 13, 2011
kareeb hai shab-e-gham ki sahar udaas na ho
-
Shah-e-Mardan Sher-e-Yazdan Quwat-e-Parwardigar Lafata Ila Ali La Saif Ila Zulfiqar , originally uploaded by firoze shakir photographerno1 ....
-
Dargah of Hazrat Syed Ali Mira Datar Unava Gujrat , a photo by firoze shakir photographerno1 on Flickr. HAZRAT SYED ALI MIRA DATAR'S G...