Sunday, December 12, 2010

The House Imambada Is a Bit Of Karbala At Home

Marziya Does Matam...fourth moharam..

chauthi ko moharam ki jab shimr e laen aya
hazrath ki shahdat ka har ek ko yakin aya


sab khalk khuda roie khud karbobala roie
jab katl shae di ko wo dushmane deen aya


sha kehte bhai se dariya ki tarie se
khemon ko hatane ko jab lsskare ki aya

ek hash bapa hoga andhera bapa hoga
gussa jo tumhe un par aye mahe jabi aya


kehte the shaewala e kome jafa pesha
tumne jo bulaya to yeh khak nashin aya '


kyon mujhko satate ho kyon mujhko kudate ho
main apse rahne es ban main nahi aya '

shaukat hai tere nale kuch aisa asarwale
sun sun ke jinhe munh ko har kalbo jigar aya

ya hussain ya hussain ya hussain

I am on Flickr Instagram You Tube