Saturday, August 7, 2010

Ek Machhar Admi Ko Hijda Bana Deta Hai

136,275 items / 1,052,581 views

apna ghar bhar
biwi bachhe
chodkar
apna nasib
azmane
aya tha
waqt ne kya
kya gham dikhaya tha
dum ghut ta tha
phir bhi chup chap
samya bitaya tha
lekin ab itne salon bad
phir ja rahe hai wapas
kyonki isne malaria
nahi phelaya tha
30000 logon
par isne nahi
kisi aur ne kafan
chadaya tha

26000 crore
shan aur shaukat
ke liye
ek gharib ko
bali banaya tha

I am on Flickr Instagram You Tube