yeh ishq
nahi asan
hamne yeh jana hai
hijde ke dukh
ko durbeen
se pehchana hai
hijda bhi
ishq ka deewana hai
mauj masti
main begana hai
katon pe nachte hue
khuda ko neend
se uthana hai
hijdas are human
yeh keh keh
ke sunana hai
aj nahi to kal
humko bhi
yahan se jana hai
sirf hijda hi nahi
khwajah saab
ke darbar
main
sab ka thikana hai
phoolon ki chadar
phir se chadana hai
ek dua aman ki
ghar laut ke lana hai
insaniyat
ke shikwe se door
hijde ka gharana hai
these were two hijras and a cross dresser bonding on the dance floor..I wrote this poem while posting my links to facebook.. I dedicate this to kalki subramaniam friend and trangender personality..
I am street photographer a beggar poet .. I shoot misery cavorting with hope I shoot original content. I am Shia Sufi Hindu all in One
Sunday, March 7, 2010
Yeh Ishq Nahi Asan
-
Shah-e-Mardan Sher-e-Yazdan Quwat-e-Parwardigar Lafata Ila Ali La Saif Ila Zulfiqar , originally uploaded by firoze shakir photographerno1 ....
-
Dargah of Hazrat Syed Ali Mira Datar Unava Gujrat , a photo by firoze shakir photographerno1 on Flickr. HAZRAT SYED ALI MIRA DATAR'S G...