Monday, July 28, 2014

Kamini Chal Uth Kam Par Ja - Beggar Mother To Her Child



din bhar soti hai
teri subha nahi
hoti hai. khati hai
angdati hai teri
ma subha se
sham thaki mari
 bhik mangne jati
 hai kambhakt tu
kyon mujhe satati
hai..paisewalon
ke bigde bacchon
ki trah itrati hai

kamini chal uth kam
par ja itne main
 ajmer wali train
dadar station
par a jati hai...

kahani khatm ho jati hai

I am on Flickr Instagram You Tube