Monday, February 3, 2014

Aam Admi Ka Gana Mera Sundar Sapna Bit Gaya



21 din ki government
ko hisab dena hai
agar takht par rehna hai
gira denge woh unko
asman se ,, yeh unke
dushmanon ka kehna hai
bhed ki khal ke upar
netaji ne topi aur safed
kapda pehna hai ..
power main ane ke liye
kya kya nahi sehna hai

I am on Flickr Instagram You Tube