Friday, January 17, 2014

Main Hindu Hoon - Hussain Ka Katil Nahi


hussain ka
hindu chahnewala
hoon ..garv hai
mujhe main
hussain ka
manewala hoon

insanyat ke massiha
hussain ..ka main
murid ,,har sal
hussain tekri
par sajda
karne ata hoon
yahan se dili
sukoon apne
ghar le jata hoon

I am on Flickr Instagram You Tube