Thursday, October 24, 2013

Bhai Main Pyaz Ka Mohtaj Hoon ..


ma ghar par
karti hai intezar
kaha paise
nahi chaihye
bhik main
sirf pyaz
le ana
beta honar
na karna
inkar
warna aj
phir ho
jayegi takrar
khane ka
maza adhura
main ho gayi
hoon bezar
bhikari beta
ka ma se
behad pyar
ma ko pyaz
bhoot sawar
kande ka bhau
gire ga zaroor
jab ayegi am
admi ki sarkar
common man
phr se hoga
super star


If wishes were horses,
beggars would ride -
mane bhikari ghode par sawar ,,,
angry young man in deewar

I shot this guy asking for onions instead of money ,, and this poem is for representational purpose

I am on Flickr Instagram You Tube