Monday, September 16, 2013

Ravan Khush Hua

mere sar par
hath rakhkar
ravan bahut
khush hua
jai shankar ki
bol kar dil
se di dua
tera kalyan ho
sada sukhiraho
om namash shiva
shiv ki shakti ne
mere rom rom
ko chuha
karma dharma
mansikta ka kua

I am on Flickr Instagram You Tube