Friday, July 20, 2012

Ramzan Mubarak Aya Yadon Se Dil Bhar Aya


khushiyan
hi khushiyan laya
sairi main paya
khaya iftar main
kalingar aur papaya
dil khush hua
rehmat barkat
ka saya
garibon ka
jab roza
khulwaya
minara masjid
ka malpua
halwa aur mawa
khuda ki rah
par mohabat
aur aman
ka dawa
ramzan mubarak aya
ramzan mubarak aya
logon ka haq dilwaya
dushman ko gale lagaya

I am on Flickr Instagram You Tube