Saturday, April 9, 2011

Jab Unka Phone Ata Hai

179,231 items / 1,410,205 views

ghisa pita dil
toota hua dil
gond se chipka
hua dil public
phone ban jata hai
kaleja munh
ko ata hai
ghabrata hai
beintiha
sharmata hai
pareshan
ho jata hai
soch main
pad jata hai
bahut door
sat samandar
par se jab unka
phone ata hai
meri zaban
par tala lag jata hai
nahi kehna pata hoon
jo kehna chahta hoon
ke main unhe
apni sans
ki kmashiyon
se zyada
main unhe
chahta hoon
woh bat aur hai
ke woh kisi aur ko
chahti hain
tuta hua dil
phir toot jata hai
kanch ke tukde
hue phir lakh
chatha hoon
jud nahi
pata hai
ruth jata hai
meri facebook
ke wall
par ek naya
update
ban jata hai
jab unka phone
kisi aur ke
cross connection
ka tar pyar yar
ban jata hai
Hmmm ok
deewar ban
jata hai

I am on Flickr Instagram You Tube