Sunday, November 14, 2010

Khuda Ne Gharib Ko Bankar Insaniyat Ka Mazaq Udaya Hai

masjid
mandir
mahal
har imarat
bulandiyon
par uthaya hai
iske pasine
se logon 'ne kya kya
nahi banaya hai
khuda ne gharib
ko banakar
insaniyat
ka mazaq udaya hai

I am on Flickr Instagram You Tube