Friday, March 26, 2010

Hum Hindustani

mil julkar rehne
main maza ata hai
tum kya ho khuda
janta hai pehchan
ta hai
khuda ko bhi insan
se insaniyat ka
nata hai
hindustan main
hindustani bankar
rehne ka maza ata hai
apka mazhab
ap ko salamat
padosi ko bhi
apna banane
ka maza ata hai
ek jalta hua diya
manzil ka rasta
dikhata hai
woh desh jahan
aman ka farishta
bhi rehne ko tayyar
ho jata hai
mujhe hindustan
jane do
hussain ke nam se
pehchana jata hai
hussaiin is humanity
bar bar kehlata hai
sar jhukane se
sar katana behtar hai
ek sabak sikhata hai
shah ast hussain
badshah ast hussain
dilon main gadh jata hai



to jaiprakash of facebook

I am on Flickr Instagram You Tube