Thursday, February 25, 2010

Mohabat Tere Nam Par Rona Aya

main unko chahta hoon
was kisi aur ko chahti hain
main apna hale dil sunana
chahta hoon
woh uska hale dil sunati hain
aur beech bhaavar main
aakar mere dil ki dastan
adhuri reh jati hai
ek tinke ke sahare par
zindagi yoonhi
guzar jati hai

I am on Flickr Instagram You Tube