Saturday, July 14, 2007

Yeh Alam Shabbir ka

alamgir ko bhi hi pasand aaya
sar shaee mazloom
shabbir ka
sar deke jhuka dala
gharana kaffir e yazid ka
Shah ast Hussain, Badshah ast Hussain,
Deen ast Hussain, Deen Panah ast Hussain,
Sar dad, na dad dast, dar dast-e-yazeed,
Haqaa key binaey La ila ast Hussain
es se badkar kya milega
karnama shabbir ka
ham to hain shabbir ke
allah bhi hai shabbir ka
hamari kismet ka sahara
yeh khoon hai shabbir ka
yeh matam yeh majlis
yeh azadari ..
yeh nazara khuda ke nur ka
hindustan mein basa hai
dil hamare shabbir ka
ya ali jaisa baap ho
beta hai aise veer ka
kate hathon pe
leharata hai
mashke sakina
ko behlaa hai
yeh alam shaabbir ka



I am crying after writing this.. Shia Pandit.

I am on Flickr Instagram You Tube