I am street photographer a beggar poet .. I shoot misery cavorting with hope I shoot original content. I am Shia Sufi Hindu all in One
Sunday, July 22, 2012
Khichda
from the net
Mutton Khichda (Meat, Rice & Mixed Lentils) Recipe Ingredients
500 gm cracked wheat-cooked tender
1 cup each rice and channa) daal
1 cup split arhar/toover daal
1 cup sabut masoor daal
1 cup dhuli moong daal
1 cup each
1 kg mutton
1 cup oil
5 cloves
5 peppercorns
1 tsp cumin
1 tsp cinnamon-broken
1 cup chopped onions
4 tsp chilli powder
2 tbsp coriander powder
1 tsp garam masala
salt to taste
ginger-green- chilli-coriander leaves paste 2 tbsp.
Onions-fried brown and crisp ginger juliennes
mint leaves and green chillies for garnish
Mutton Khichda (Meat, Rice & Mixed Lentils) Recipe Procedure
Mix the rice and all the daals and cook in 3 cups water and salt to taste till tender.
Heat oil, add cloves, peppercorns, cumin, cinnamon and saut?ill they change color a bit.
Add the onions, mutton, chilli powder, coriander powder, garam masala, salt and green paste. Stir fry till meat is opaque, then cook in a pressure cooker till meat is tender.
Combine the meat, wheat and daal mixture, simmer for 2-3 minutes and serve garnished.
HAYE HAYE ALI AKBAR
ARMAAN THA PEHNAOU GI POSHAK SHAHANI
AFSOS KE RAAS AAYI NA TUJH KO YEH JAWANI
KESA THA MUQQADAR HAYE HAYE ALI AKBAR
KEHTI THI YEH MAA KHOON BHARI MAYYAT SE LIPAT KAR
HAYE HAYE ALI AKBAR HAYE HAYE ALI AKBAR
1. ARMAAN THA PEHNAOU GI POSHAK SHAHANI
AFSOS KE RAAS AAYI NA TUJH KO YEH JAWANI
KESA THA MUQQADAR HAYE HAYE ALI AKBAR
2. ITNA TO ZARA TEHRO TUMHE DULHA BANA LU
PHIR EK JHALAK SEHRE KI SUGHRA KO DIKHALU
BE CHAIN THI KHUWAHAR HAYE HAYE ALI AKBAR
KEHTI THI YEH MAA KHOON BHARI MAYYAT SE LIPAT KAR
HAYE HAYE ALI AKBAR HAYE HAYE ALI AKBAR
3. ATHAARA BARAS PAAL KE PARWAAN CHARHAYA
WO GASUAOU WALA HAI MERA KHOON MEI NAHAYA
YEH KYA HUWA DILBAR HAYE HAYE ALI AKBAR
4. MAA TERI JUDAI MEI BHALAA KESE JIYE GI
MAR JAYEGI SUGHRA JO KHABAR TERI SUNE GI
AB KYA KARU JI KAR HAYE HAYE ALI AKBAR
KEHTI THI YEH MAA KHOON BHARI MAYYAT SE LIPAT KAR
HAYE HAYE ALI AKBAR HAYE HAYE ALI AKBAR
5. KARTI THI ZIYARAT MAI PAYAMBAR KI TUJHI SE
AB GHAR MEI KISE DUNGI MEI TASHBIH NABI SE
HAM SHAKAL PAYAMBAR
HAYE HAYE ALI AKBAR
6. TUM HICHKIA LE LE KE JO DAM TOR RAHE HO
MU MAA SE HAMESHA KE LIYE MORR RAHE HO
KYUN ROTHE HO DILBAR HAYE HAYE ALI AKBAR
KEHTI THI YEH MAA KHOON BHARI MAYYAT SE LIPAT KAR
HAYE HAYE ALI AKBAR HAYE HAYE ALI AKBAR
7. AAYE JO HAME LOOTNE KHAIME ME SITAMGAR
MAA DE GI SADAYE ALI AKBAR ALI AKBAR
CHIN JAYEGI CHADAR HAYE HAYE ALI AKBAR
8. JAB KOI JAWAN LASH NAZAR HAI MAHSHAR
AIK YAD SUWEH KARB-O-BALA JATI HA MAHSHAR
DIL ROTA HAI KEHE KAR HAYE HAYE ALI AKBAR
KEHTI THI YEH MAA KHOON BHARI MAYYAT SE LIPAT KAR
HAYE HAYE ALI AKBAR HAYE HAYE ALI AKBAR
www.youtube.com/watch?v=ZpzAnh-EK9c
-
Shah-e-Mardan Sher-e-Yazdan Quwat-e-Parwardigar Lafata Ila Ali La Saif Ila Zulfiqar , originally uploaded by firoze shakir photographerno1 ....
-
Dargah of Hazrat Syed Ali Mira Datar Unava Gujrat , a photo by firoze shakir photographerno1 on Flickr. HAZRAT SYED ALI MIRA DATAR'S G...
-
The Madariya Sufi Order Of India - Dam Madar Malangs , a photo by firoze shakir photographerno1 on Flickr. From Wikipedia, the free encyclo...