Monday, August 11, 2014

Main Hoon Garib Muslaman Bahut Pareshan Na Koiee Degree Na Ghar Na Roti Na Makan



raste pe bhik mangta hoon
yahi meri dukan acche din
ki main kya bat katroo..
main hun chand dinon
ka mehman ..muzafarnagar
saharanpur ,,kab tak jale ga
apna iman.. hindu muslim
ki ekta main basa  ek accha
aman ka paienda hindustan..

I am on Flickr Instagram You Tube