Monday, April 21, 2014

Urdu hai mera naam main Khusrau ki paheli



Urdu hai mera naam main Khusrau ki paheli
Main Meer ki humraaz hun Ghalib ki saheli

Kyun mujhko banate ho tassub ka nishana
Maine to kabhi khud ko musalmaan nahi maana


Dekha tha kabhi maine bhi khushiyo ka zamana
Apne hi watan me hun agar aaj akayli

Iqbal Ashar

I am on Flickr Instagram You Tube