Friday, April 25, 2014

Amma Apki Bar Kaisi Sarkar



charon taraf nafrat  ki deewar
har har modi ki pukar ..lagta
hai dar amma mujhko is bar
yeh kaise kal ka intezar
kahan gaya bhaichara aur pyar
dehshat ki  ahat ..waqt ki pukar
kaisa  anubhav kaisi  raftar

I am on Flickr Instagram You Tube