Sunday, March 9, 2014

Mujh Ko Yaron Maf Karna Main Nashe Main Hoon


main hoon
ghulam apne
khwab ka ..
mujhe gila nahi
unke jawab ka
unko guroor hai
unke nikhar ka
main sadak par
pada .. unka
ashik na ghar
ka na ghat ka
mahautaj hoon
main apne gubar
ka..chaukat par
pekha hua .. ek
eet unki deewar ka
is par na us par ka
ek dard ..tez raftar ka
na marta hoon na jeeta
hoon.. khel hai yeh unke
intezar ka ..ek tarfa pyar ka

I am on Flickr Instagram You Tube