Thursday, August 22, 2013

Ham Nikle They Khuda Ki Talash Main


na woh zameen pe
na akash main..
na char deewaron
main na koie
maidan main
woh chupa tha
garibon ki dil
ki dhadkan
aur unki
dardbhari
awaz main
unke gham
ke aaghaz
main

I am on Flickr Instagram You Tube