Sunday, July 7, 2013

Pani Re Pani Tera Rang Kaisa - Khoon Jaisa


is pani ke liye
waqt ne kya
kya zulm uthaya
janamaz se
nazar ata hai
woh saya
jin jin ne
khoon deke
islam bachaya
apna sab kuch
luta ke insaniyat
ko haivaniyat
se bachaya ,,,
rasool ke nawase
koie bhool na paya

I am on Flickr Instagram You Tube