Wednesday, July 10, 2013

Jab Se Diabetes Ne Meri Zindagi Ko Ghera Hai


badguman waqt
meri hateli pe
thehra hai
chand lamhe
unki yadon ke
aur sar par
juton ka sehra hai
unki khamoshi ne
meri zindagi ko
ghera hai ..
har cheez dekhta
hoon samne unka
chehra hai..
chila chila ke
hichkiyan leta
hoon ..mera saya
ghoonga aur behra hai
woh beeta hua lamha
na unka na mera hai

I am on Flickr Instagram You Tube