Sunday, June 16, 2013

Mr Rao Ab Bhi Man Jao .. Common Man Ki Mat Bajao

45 rupaye garibon se lekar
unki bad dua se dar jao
barish main rickshawalon
ki sifarish mat karao
bhai ab bhi baz aao
public ko mat satao
aisa zulum mat karao
public ne tumhara kya
bigada hai yeh batao
11 se 15 abhi le chuke
ho..ab aur itna na badao
thoda public par rahem khao
miljul kar pyar badao
amchi mumbai ko bachao
varna shiv sena bjp combine
ka ane ka chances ..100
percent mat itna easy karao

I am on Flickr Instagram You Tube