Chane jor garam babu
main laaya majedaar
chane jor garam
Chane jor garam babu
main laaya majedaar
chane jor garam
mere chane hain chatpat bhaiya
aur bade lasaani
aur kaise chaav se khaate
dekho Raam aur Ramzaani
aur chunnu munnu ki jabaan bhi
ho gayi paani paana
Aur kahen Kabeer suno bhai saadho
suno guru ki baani
Chane jor garam babu
main laaya majedaar
chane jor garam
Chane jor garam babu
main laaya majedaar
chane jor garam
are madarse ka jeewan to
chand dino ka thaath
aur padh likh kar sab chal doge apni apni baat
phir koyi tumme hoga afsar koyi Governor Laat
tab main aaunga daftar tumre
main aaunga daftar tumre
liye chane ki chat
Chane jor garam babu
main laaya majedaar
chane jor garam
Chane jor garam babu
main laaya majedaar
chane jor garam
Chane jor garam babu (Bandhan) (1939) Singer-Arun Kumar, Lyrics-Pradeep,MD-Saraswati Devi
I am street photographer a beggar poet .. I shoot misery cavorting with hope I shoot original content. I am Shia Sufi Hindu all in One
Tuesday, June 18, 2013
Chane jor garam babu main laaya majedaar
-
Shah-e-Mardan Sher-e-Yazdan Quwat-e-Parwardigar Lafata Ila Ali La Saif Ila Zulfiqar , originally uploaded by firoze shakir photographerno1 ....
-
Dargah of Hazrat Syed Ali Mira Datar Unava Gujrat , a photo by firoze shakir photographerno1 on Flickr. HAZRAT SYED ALI MIRA DATAR'S G...