Sunday, May 26, 2013

Dam Madar Beda Par



achhe waqt ka intezar
tez raftar ..unhe inkar
ek deewar main darar
unki jeet meri har
lekin dil main
sarfaroshi ki tamanna
unse pyar dam madar
beda par beda par
dil ek pinjra panchi farar
main hoon yahan
sajan us par..
bas ek bar
bas ek bar
dam madar
beda par

I am on Flickr Instagram You Tube