Sunday, April 7, 2013

Abbas k Parcham ko fizaon main utha kar Her Qasar e Yazeedi k dar o baam gira do

Abbas k Parcham ko fizaon main utha kar
Her Qasar e Yazeedi k dar o baam gira do
Sadaat k khaimon ka dhuan daikh rahay ho?
Aulaad e Abu jehal k Aiwaan jala do
Mumkin ho to ek raat sitaron ko bujha kar
Ashkon k yeah moti sar e aflaak saja do
Mukhtar ke soorat jisay jeena nahe aata
Hur ke tarah Jhoom k marna he sikha do!
-

I am on Flickr Instagram You Tube