Friday, December 14, 2012

berida shaam ke darbaar may jaana Zainab

Karbala may jo mere ghar pe musibat guzri
aur baazaaro may tum par jo aziyat guzri
muqtasar yeh hai ke jo kuch bhi qayamat guzri
saari rudaad meri maa ko sunana zainab
be rida....

berida shaam ke darbaar may jaana Zainab

I am on Flickr Instagram You Tube