Kehtay hain baray fakhar se hum gham nahe kartay…
Matam ki sada suntay hain matam nahi kartay…
Woh log bhala samjhein gey kya Ramz-e-Shahadat…
Jo Eid to kartay hain Moharram nahe kartay…
Keon aap ka dill jalta hai? keon jalta hai seena???
Ham aap k seenay pe to Matam nahe kartay???