Thursday, July 26, 2012

ik dushman jo doston se pyaara hai

sab ne dekha

maine dekha tune dekha
is ne dekha us ne dekha
sab ne dekha

kya dekha kya dekha
ik dushman
jo doston se pyaara hai
ik dushman
jo doston se pyaara hai

maine dekha tune dekha
maine dekha tune dekha
is ne dekha us ne dekha
sab ne dekha

kya dekha kya dekha
ek gaanv
jo shehron se bhi nyaara hai
ek gaanv
jo shehron se bhi nyaara hai

dushman dushman
jo doston se pyaara hai
aaj saza denge tujh ko hum
teri sab bhoolon ki
aaj saza denge tujh ko hum

teri sab bhoolon ki
tere gale mein hum daalenge
ye maala phoolon ki
is gaanv ki reet yahi hai
jeevan sangeet yahi hai
aaj ke din ka geet yahi hai
yahi hai..

maine dekha tune dekha
maine dekha tune dekha
is ne dekha us ne dekha
sab ne dekha

kya dekha kya dekha
ik chaand
jo sab ki aankh ka taara hai
ik chaand
jo sab ki aankh ka taara hai

dushman dushman
jo doston se pyaara hai
zanjeero se bhi pakke hain
prem ke kache dhaage
zanjeero se bhi pakke hain
prem ke kache dhaage

in kache dhagon ko tod ke
kaidi kaisi bhaage
aaya le ke hariyaali tu
in baaghon ka mali tu
in kheton ka
haali tu haali tu

maine dekha tune dekha
maine dekha tune dekha
is ne dekha us ne dekha
sab ne dekha

kya dekha kya dekha
ik kaidi jo peharedar
hamaara hai
ik kaidi jo peharedar
hamaara hai

dushman dushman
jo doston se pyaara hai
sab ne maaf kiya mujh ko par
main hoon jiska doshi
sab ne maaf kiya mujh ko par
main hoon jiska doshi

kab tootegi us ke ghaayal
honthon ki khaamoshi
wo bhi maaf kare to jaanu
man ko saaf kare to jaanu
insaaf kare to jaanu to jaanu

mera nahi tera nahi
mera nahi tera nahi
is ka nahi us ka nahi
kisi ka nahi
ye dosh taqdeer
ka saara hai
ye dosh taqdeer
ka saara hai

It is a sad cum dancing number from the film Dushman. Voices for the song is given by the legends Kishore Kumar and Lata Mangeshkar. Picturisation of the number is shown on Rajesh Khanna and Mumtaz.

I am on Flickr Instagram You Tube