Ali imam-e-manasto manam ghulaam-e-Ali hazaar jaan-e-giraami fidaa-e-naam-e-Ali, a photo by firoze shakir photographerno1 on Flickr.
bagair hubb-e-Ali muddaa nahin milta
ibadaton ka bhi hargiz sila nahin milta
Khuda ke bandon suno ghaur se Khuda ki qasam
jise Ali nahin milte use Khuda nahin milta
embedded
in the soul of
a shia child
is her shia heritage
eid e akbar
eid e ghadeer
on her souls
web page
man kunto maulah
reverberates at every age
from the cradle to the tomb
at every stage
Ali imam-e-manasto manam ghulaam-e-Ali
hazaar jaan-e-giraami fidaa-e-naam-e-Ali
kabhi deewar hilti hai kabhi dar kaamp jaata hai
Ali ka naam sun kar ab bhi Khaibar kaamp jaata hai
Behind The Greatness of a Child Lies The Soul of a Mother ..
.marziya shakir