Saturday, February 12, 2011

Yeh Bhi Ek Zamana Hai Woh Bhi Ek Zamana Tha

169,573 items / 1,318,018 views

bade miya chote miyan
sab ke moonh
par ek naya fasana tha
govinda ke kapde banaye the
amitji ko govinda banana tha
david dhawan ka main deewana tha
vasuji toh mujhe bhool gaye
woh mauritius ki yadein
ladkhadate mere kadam
woh bhi ek bahana tha
yeh bhi ek zamana hai
woh bhi ek zamana tha
bollywoods most wanted
ek takia kalam jana
pehchana tha
designer no1
aj sufiyana mijaz
kal ek mashoor
mehkhana tha

I am on Flickr Instagram You Tube